|
Lyric Name: Main Albeli Movie Name: Zubeidaa
Lyricists:
Javed Akhtar Music Director:
A. R. Rahman
Singer(s):
Kavita Krishnamurthy and Sukhwinder Singh
--CHORUS--
Rangeeli
ho, sajeeli ho - 2
--MALE--
Tu
albeli o - 2
--FEMALE--
Main
albeli,
ghoomoon
akeli,
koi
paheli hoon main
Ho,
main albeli,
ghoomoon
akeli,
koi
paheli hoon main
Pagli
hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye
In
hawaaon ki saheli hoon main
--MALE--
Tu
hai rangeeli, ho
Tu
hai sajeeli, ho
--FEMALE--
Hirni
hoon ban mein,
kali
gulshan mein
Shabnam
kabhi hoon main,
kabhi
hoon shola
Shyaam
aur savere, sau rang mere
Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
--CHORUS--
Tu
albeli,
ghoome
akeli,
koi
paheli hai tu
Pagli
hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye
In
hawaaon ki saheli hai tu
--MALE--
Tu
albeli,
ghoome
akeli,
koi
paheli,
paheli
--FEMALE--
Mere
hisse mein aayi hain kaisi betaabiya
Mera
dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha
Hmm,
mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya
Mera
dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha
Meri
bechaini le jaaye mujhko jaane kahan
Main
ek pal hoon yahan
Main
ek pal hoon yahan, main hoon ek pal vahan
--CHORUS--
Tu
baawali hai
Tu
manchali hai
Sapnon
ki hai duniya jis mein tu hai pali
--FEMALE--
Main
albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main
--MALE--
Tu
albeli, o
--FEMALE--
Main
albeli,
ghoomoon
akeli,
koi
paheli hoon main
Pagli
hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye
In
hawaaon ki saheli hoon main
--MALE--
Tu
hai rangeeli, ho
Tu
hai sajeeli, ho
--FEMALE--
Hirni
hoon ban mein,
kali
gulshan mein
Shabnam
kabhi hoon main,
kabhi
hoon shola
Shyaam
aur savere,
sau
rang mere
Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
--CHORUS--
Oh
--MALE--
Tu
albeli, o
--FEMALE--
Hm,
hm, main woh raahi hoon jiski koi manzil nahin
Main
woh armaan hoon jiska koi haasil nahin
Main
hoon woh mauj ke jiska koi saahil nahin
Mera
dil naazuk hai
Mera
dil naazuk hai, patthar ka mera dil nahin
--CHORUS--
Tu
anjaani, tu hai deewani
Sheesha
leke patthar ki duniya mein hai chali
Tu
albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu
Pagli
hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye
In
hawaaon ki saheli hai tu
--FEMALE--
Main
hoon rangeeli, ho
Main
hoon sajeeli, ho
Hirni
hoon ban mein, kali gulshan mein
Shabnam
kabhi hoon main, kabhi hoon shola
Shyaam
aur savere, haan, sau rang mere, haan
Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
--CHORUS--
Rangeeli
ho, sajeeli ho – 4
|