|
Lyric Name: Bumbro
Movie Name: Mission Kashmir
Lyricists:
Rahat Indori Music Director:
Shankar-Ehsaan-Loy
Singer(s):
Jaspinder Nairula,Shankar Mahadevan,Sunidhi Chauhan
--FEMALE--
Bumbro,
bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye
ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bumbro
bumbro, shyaam rang bumbro - 2
Aaye
ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bhanwre
o shyaam bhanwre,
Khushiyon
ko saath laaye
Mehndi
ki raat mein tum leke saugaat aaye
--MALE--
Ho,
kaajal ka rang laaye nazrein utaarne ko
Baaghon
se phool laaye raste sanwaarne ko
--FEMALE--
Haan,
kaajal ka rang laaye nazrein utaarne ko
Baaghon
se phool laaye raste sanwaarne ko
Aao
mehndi ki chhaaon mein geet sunaaye bumbro
Jhoome
naache, saaz gaaye, jashn manaaye bumbro
Bumbro,
bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye
ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Khil
khil ke laal hua mehndi ka rang aise
Gori
hatheliyon pe khilte ho phool jaise
Bumbro
bumbro bumbro bumbro
--MALE--
Oye,
khil khil ke laal hua,mehndi ka rang aise
Gori
hatheliyon pe khilte ho phool jaise
--FEMALE--
Yeh
rang dhoop ka hai, yeh rang chhaaon ka hai
Mehndi
ka rang nahin, maa ki duaaon ka hai
--MALE--
Is
mehndi ka rang hai sachaa, baaki saare jhoote
Haathon
se ab mehndi ka yeh rang kabhi na chhoote
--FEMALE--
O
bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Bumbro,
bumbro shyaam rang bumbro
Aaye
ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Bumbro,
bumbro shyaam rang bumbro - 2
Aaye
ho kis bagiyaa se oh, oh tum
Chandaa
ki paalki mein dil ki muraad layi
Jannat
ka noor leke mehndi ki raat aayi
--MALE--
Mehndi
ki raat aayi
--FEMALE--
Chanda
ki paalki mein dil ki muraad laayi
Jannat
ka noor leke mehndi ki raat aayi
Rukh
pe saheliyon ke, khwaabon ki roshni hai
Sabne
duaayein maangi, rab ne kabool ki hai
(Yeh
haathon mein mehndi hai ya shyaam ki laali
Chaand
sitaare lekar aaye, raat ki rani)
--MALE--
Oh
chandaa ki paalki mein dil ki muraad laayi
Jannat
ka noor leke mehndi ki raat aayi
--FEMALE--
Rukh
pe saheliyon ke, khwaabon ki roshni hai
Sabne
duaayein maangi, rab ne kabool ki hai
Yeh
haathon mein mehndi hai ya shyaam ki laali
(bumbro)
Chaand
sitaare lekar aaye raat ki rani (bumbro)
Haan
bumbro, bumbro shyaam rang bumbro
Bumbro,
bumbro shyaam rang bumbro
Aaye
ho kis bagiyaa se
--MALE--
(Aaye
ho kis bagiyaa se)
--FEMALE--
Oh,
oh tum
Bumbro
bumbro oh, oh tum
Bumbro
bumbro
(Oh,
oh tum)
--MALE--
Aaye
ho kis bagiyaa se
--FEMALE--
Bumbro
bumbro, oh, oh
Bumbro
bumbro
--MALE--
(Aaye
ho kis bagiyaa se)
--FEMALE--
Oh,
oh tum
Bumbro,
bumbro – 5
|